Tuesday 24 October 2017

How to link youtube channel into facebook page

Doston tech news mein aap sabhi ka swagat hai. Doston aaj hum aapko batane ja rahe hain ki aap apne youtube channel ko Facebook page se kaise. Connect kar sakte. Sabse pahle hum google chrome broser mein  www.youtube.com ko kholenge. Fir my channel par click karenge fir text bar par click karke yahan se hum apne channel ka url copy kar lenge. Fir facebook ko kholenge. Facebook mein Youtube Tab search karenge. Fir use app par click karenge. Fir apne channel ka url yahan paste karke save setting par click karnge. Aab mera youtube channel facebook page se connect ho gaya hai. Youtube channel par jo bhi video post karenge sab yahan bhi dikhega. Aur aab koi bhi mere facebook page se hi mere youtube channel ko like , Subscribe aur share bhi kar sakta hai. aaj ke itna hi, doston agar aapne hamare channel ko subscribe nahi kiya hai to hamare channel ko abhi subscribe kar lein, bell icon par click karein, like kare aur hame support karne ke liye is video ko jyada se jyada share karein.

No comments: