Thursday 26 October 2017

How to create a YouTube channel from Your Android phone, laptop and tablet | in Hindi

Doston Tech News mein Aapka swagat hai. Doston aaj hum aapko batane ja rahe hain ki YouTube par Channel Kaise create kiya jata hai. Sabse pahle hum Google Chrome browser mein www.youtube.com fir apne gmail ID aur password se login karenge. (Doston YouTube aur gmail ka username aur password same hi hota hai kyonki ye dono hi google ka product hai). login karne ke baad settings par click karenge .fir additional features ke niche see all my channels or create a new channel par click karenge. fir create a new channel par click karenge. fir Brand Name jo hum channel ka nam rakhna chahte hain bharenge fir create par click karenge.(Note - channel ka Nam Unique hona chahiye, Sort hona chahiye, Searchable hona chahiye aur us nam se dusra koi channel kisi ka bhi nahi hona chahiye.
Dosto agar aapko mera ye video achha laga ho to Like, Subscribe aur bell icon par click karke notifications activate kar lijiye taki aapko hamare har video ka timely notifications milta rahe. aur hume support karne ke liye is video ko jyada se jyada Dotson ko share bhi karein.

No comments: